SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-dil"
Ghazal MATCHES FOR "dar-dil"
Ghazal
kitnaa hasii.n thaa jurm-e-Gam-e-dil ki do-jahaa.n
dar pe hai.n aaj tak mire ra.ng-e-qubuul ke
Dil Ayubi
Ghazal
hosh kho baiThii hai jazbaat me.n aa kar duniyaa
dil ke uThte hu.e jazbaat se Dar lagne lagaa
Dil Sikandarpuri
Ghazal
hai ek tarah sho'la dil-e-daaG-daar kaa
bujhtaa nahii.n charaaG hamaarii mazaar kaa
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
turfa chaman khilaa hai dil-e-daaG-daar kaa
ya.anii KHizaa.n se kaam liyaa hai bahaar kaa
Shola Kararvi
Ghazal
Anant Gupta
Ghazal
paayaa thaa kuchh sukuun dil-e-daaG-daar ne
zaKHmo.n ko phir nikhaar diyaa hai bahaar ne
Syed Akhtar Ali Akhtar
Ghazal
lahuu lahuu saa dil-e-daaG-daar le ke chale
chaman se tohfa-e-fasl-e-bahaar le ke chale
Waqif rae Barelvi
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
shagufta apnaa dil-e-daaG-daar rahtaa hai
yahaa.n KHizaa.n me.n bhii lutf-e-bahaar rahtaa hai
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
in hasrato.n se kah do kahii.n aur jaa base.n
itnii jagah kahaa.n hai dil-e-daaG-daar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
shaayad aa pahu.nche hai.n nazdiik safiiraan-e-sahar
ko.ii detaa hai dar-dil pe sadaa aaKHir-e-shab
Dr. Rahi
Ghazal
dar dil kaa 'suhail' aaj zaraa band na karnaa
ik shaKHs abhii lauT ke aane ke liye hai
Suhail Ahmed Zaidi
Ghazal
log kahte hai.n hisaab-e-dostaa.n dar-dil shivad
aaj 'mirzaa' ye maquula bhii kahaa.n rah jaa.egaa
Iqbal Mirza
Ghazal
kulfat-e-afsurdagii ko aish-e-betaabii haraam
varna dandaa.n dar dil afshurdan binaa-e-KHanda hai
Mirza Ghalib
Ghazal
dar dil ke baj rahe hai.n havaa.o.n ke zor se
ai shaa.ir-e-firaaq mujhe raushnii to de
Dua Ali
Ghazal
hisaab-e-dostaa.n dar-dil agar hai to na jaane
yahaa.n ab kyaa murattab goshvaaraa ho rahaa hai