SEARCH RESULTS
Showing search results for "darinda"
Ghazal MATCHES FOR "darinda"
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
ma.aal-e-ishq-e-anaa-giir hai ye muKHtasaran
mai.n vo darinda huu.n jo KHud ko hii chabaa gayaa huu.n
Irfan Sattar
Ghazal
adab se aarii darinda-sifaat logo.n me.n
mai.n baiThtaa hii nahii.n vaahiyaat logo.n me.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
har qadam ko.ii darinda ko.ii KHuu.nKHaar uqaab
shahr kii god me.n aabaad hai.n jangal kitne
Rafia Shabnam Abidi
Ghazal
apne har fe.al me.n goyaa hai darinda 'kaashif'
bas ma.aanii me.n hii insaan liyaa hai mai.n ne
Kashif Lashari
Ghazal
ab darinda khojiyo.n kii dastaras me.n aa gayaa
nahr ke saahil pe panjo.n ke nishaa.n paa.e ga.e
Allama Talib Jauhari
Ghazal
bahut mohazzab honaa bhii kab hai KHatre se KHaalii
andar jangal jangal ek darinda bhii rahnaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
badan ke shahr me.n aabaad ik darinda hai
agarche dekhne me.n kitnaa KHush-libaas bhii hai
Akhtar Amaan
Ghazal
maut ik darinda hai zindagii balaa sii hai
sub.h bhii udaasii hai shaam bhii udaasii hai
Saadullah Shah
Ghazal
us ke piichhe us se ba.Dh kar ik insaan
aage aage ik KHuu.n-KHvaar darinda hai
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
phir ek raat mujhii par jhapaT pa.Daa miraa zabt
jise mai.n paal rahaa thaa ko.ii darinda thaa
Tauqeer Taqi
Ghazal
dhyaan me.n kaun darinda hai jo bedaar hu.aa
mai.n kisii buu kii jalan paa ke KHabar-daar hu.aa
Aqeel Abbas
Ghazal
shikaar Dhuu.nDh ke laa.ii kahaa.n kahaa.n kahaa.n se hayaat
darinda-e-ajal-o-azdar-e-qazaa ke liye
Rais Amrohvi
Ghazal
saffaakiyaa.n ba.Dhii.n to darinda-sifat banaa
insaan giraa hai aadamiyyat ke maqaam se
Haidar Ali Jafri
Ghazal
tum Darte ho aa jaa.e na bastii me.n darinda
mujh ko to ko.ii aur hii Dar kaaT rahaa hai
Narjis Afroz Zaidi
Ghazal
hame.n ye kaisaa darinda sifaat daur milaa
guzar rahaa hai bahut chiir-phaa.D karte hu.e