SEARCH RESULTS
Showing search results for "darja-e-vaalaa-e-vilaa"
Ghazal MATCHES FOR "darja-e-vaalaa-e-vilaa"
Ghazal
na aisii duniyaa se ummiid ai 'vilaa' rakhnaa
jo nekiyo.n ke sile me.n buraa.ii detii hai
Vala Jamal Al Aseeli
Ghazal
mai.n to vafaa kii duniyaa me.n rahtii huu.n ai 'vilaa'
ik bevafaa se ko.ii bhii nisbat nahii.n mujhe
Vala Jamal Al Aseeli
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
kaaT dii vaqt ne zanjiir-e-ta.alluq kii ka.Dii
ab musaafir ko ko.ii rokne vaalaa bhii nahii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
shikva-e-va.ada-KHilaafii kaa milaa achchhaa javaab
peshgii rakkhii thii ik ummiid bar aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ek muddat ho ga.ii hai kal ke vaa'de ko magar
kal kaa vaa'da yaad aa jaataa hai rozaana tiraa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
chaal-baazii tirii KHud tujh ko hii le Duubegii
ek din tuu kaf-e-afsos hai malne vaalaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ab kis ke intizaar me.n baiThe ho tum 'shakiil'
jo shaKHs aane vaalaa thaa aa kar chalaa gayaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
mai.n agar rone laguu.n rutba-e-vaalaa ba.Dh jaa.e
paanii dene se nihaal-e-qad-e-baala ba.Dh jaa.e
Mirza Raza Barq
Ghazal
Shakeel Jamali
Ghazal
jaataa na ghar se aap ke zid se raqiib kii
lekin ba-paas-e-KHaatir-e-vaalaa nikal gayaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
use nasiib hu.ii ne.amat-e-vilaa-e-nabii
jahaa.n se 'tahniyat' is tarah shaadmaa.n guzrii
Tahniyatunnisa Begam Tahniyat
Ghazal
qaumii yak-jehtii kaa aadarsh thaa ye bhaaratvarsh
ham ne paiGaam-e-vilaa sab ko diyaa thaa pahle
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
himmat-afzaa.ii na jab ummaal-e-ma.amuulii ne kii
pahu.nchii rishvat afsaraan-e-darja-e-avval ke paas
Shauq Bahraichi
Ghazal
KHaak honaa hii muqaddar me.n hai ai 'zaahid' to phir
KHaak-e-paa-e-sayyad-e-vaalaa-guhar ho jaa.iye