SEARCH RESULTS
Showing search results for "darjaatii"
Ghazal MATCHES FOR "darjaatii"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
is sham-e-farozaa.n ko aa.ndhii se Daraate ho
is sham-e-farozaa.n ke parvaane hazaaro.n hai.n
Shahryar
Ghazal
mastii se darhamii hai mirii guftuguu ke biich
jo chaaho tum bhii mujh ko kaho mai.n nashe me.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
paas baiThe hu.e yaaro.n ko KHabar tak na hu.ii
ham kisii baat pe is darja anokhaa TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
umr bhar apne garebaa.n se ulajhne vaale
tuu mujhe mere hii saa.e se Daraataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
Unknown
Ghazal
vasl kii shab thii to kis darja subuk guzrii thii
hijr kii shab hai to kyaa saKHt giraa.n Thahrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
is kaa anjaam bhii kuchh soch liyaa hai 'hasrat'
tuu ne rabt un se jo is darja ba.Dhaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
ye bevaquuf unhe.n maut se Daraate hai.n
jo KHud hii saaya-e-KHanjar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
mire safar me.n ik aisaa bhii mo.D aataa hai
jab apne aap se Dartii hai tere hijr kii shaam
Mohsin Naqvi
Ghazal
shaahazaade se mulaaqaat to naa-mumkin hai
chaliye mil aate hai.n chal kar kisii darbaarii se
Rahat Indori
Ghazal
karnaa hii thaa sipurd jo qaatil ko ek din
is darja kyo.n amaan me.n rakkhaa gayaa mujhe