SEARCH RESULTS
Showing search results for "darzan"
Ghazal MATCHES FOR "darzan"
Ghazal
maqduur magar kab thaa qurbaan hai.n ham us ke
daaman kii tire jis ne ye jho.nk sambhaalii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
raat mujrim thii daaman bachaa le ga.ii
din gavaaho.n kii saf me.n kha.Daa rah gayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
phir jii me.n hai ki dar pe kisii ke pa.De rahe.n
sar zer-baar-e-minnat-e-darbaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
zindagii tuu kab talak dar-dar phiraa.egii hame.n
TuuTaa-phuuTaa hii sahii ghar-baar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
ab ke havaa ke saath hai daaman-e-yaar muntazir
baanu-e-shab ke haath me.n rakhnaa sambhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ik shaKHs kar rahaa hai abhii tak vafaa kaa zikr
kaash us zabaa.n-daraaz kaa mu.nh noch le ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
detaa huu.n tum ko KHushki-e-mizhgaa.n kii mai.n du.aa
matlab ye hai ki daaman-e-pur-nam mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
vo gul huu.n KHizaa.n ne jise barbaad kiyaa hai
uljhuu.n kisii daaman se mai.n vo KHaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
vo phuul jo mire daaman se ho ga.e mansuub
KHudaa kare unhe.n baazaar kii havaa na lage