SEARCH RESULTS
Showing search results for "dasht-e-yaar"
Ghazal MATCHES FOR "dasht-e-yaar"
Ghazal
paa-bos-e-yaar kii hame.n hasrat hai ai nasiim
aahista aa.iiyo tuu hamaare mazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
jamaal-e-yaar se raushan hu.ii mirii duniyaa
vo chamkii dil me.n kiran maahtaab se pahle
A G Josh
Ghazal
muhaal thaa ki ham ai 'josh' zinda rah sakte
firaaq-e-yaar me.n ik roz mar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
Hasan Naim
Ghazal
dhuup hii dhuup me.n zehno.n ko safar karnaa hai
dasht-e-ehsaas me.n diivaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
phir dard kii fazaa me.n safar hai KHayaal kaa
phir vajd me.n hai.n dasht-o-bayaabaa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
saare din karte hai.n ham dasht-e-tamannaa kaa safar
gard chehre pe liye shaam ko ghar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
har baar khii.nch laa.ii hame.n Gairat-e-junuu.n
sau baar yuu.n to ham bhii dar-e-yaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
hai zikr-e-yaar kyuu.n shab-e-zindaa.n se duur duur
ai ham-nashii.n ye tarz Gazal kaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
dasht-e-paimaa.ii se be-zaar tamannaa.e.n hai.n
baar hai un ko mire qalb kaa mehmaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
ai chashm-e-yaar terii inaayat kaa shukriya
vo dard-e-dil diyaa hai ki jis kii davaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
huzuur-e-yaar bhalaa kaise arz-e-haal kare.n
ham aisii taab na aisii majaal rakhte hai.n