SEARCH RESULTS
Showing search results for "dast-bos"
Ghazal MATCHES FOR "dast-bos"
Ghazal
ye dastaras kise ki kare us ko dast-bos
sau minnato.n se paa.nv me.n us ke hinaa lagii
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
detaa hai kaf se daulat-e-paa-bos sham.a kii
ro degaa sar pe dhar ke phir aaKHir pata.ng dast
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
ra.ng-dar-ra.ng hijaabaat uThaane ho.nge
be-mahaabaa hame.n sab jalve dikhaane ho.nge
Farigh Bukhari
Ghazal
ra.ng mailaa na hu.aa jaama-e-uryaanii kaa
sar-o-saamaa.n hai hame.n be-sar-o-saamaanii kaa
Shah Naseer
Ghazal
husn kii dil me.n mire jalva-garii rahtii hai
band is shiisha-e-naazuk me.n parii rahtii hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
mirii shikast ne mujh ko bahut tavaanaa kiyaa
zamiin-bos hu.aa aur falak nishaana kiyaa
Anisur Rahman
Ghazal
dil jalva-gaah-e-suurat-e-jaanaana ho gayaa
shiisha ye ek dam me.n parii-KHaana ho gayaa
Shah Naseer
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
kyaa kahii.n duniyaa me.n ham insaan yaa haivaan the
KHaak the kyaa the Garaz ik aan ke mehmaan the
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mere liye ai dost bas itnaa hii bahut thaa
jaisaa tujhe sochaa thaa tuu vaisaa nikal aataa
Ambar Kharbanda
Ghazal
mujhe KHabar hai mirii maut kaa sabab mire dost
bas ek tiir tumhaarii kamaa.n se niklegaa
Khwaja Ali Husain
Ghazal
logo.n kaa ik hujuum hai aisaa nahii.n hai dost
bas ek tuu hii shahr me.n tanhaa nahii.n hai dost
Saif Irfan
Ghazal
bane vo mudda.ii mere to mere dost bol uTThe
ki ham haazir hai.n dene ko gavaahii bhii shahaadat bhii
Nadir Kakorvi
Ghazal
nahii.n das biis par mauquuf hastii
hai.n laakho.n sar-ba-kaf tayyaar apne
Mohamamd Rafiq Nadvi Shad
Ghazal
ummiid-vaar-e-dil ko yuu.n to.Dtaa hai ko.ii
ai dost bas na Thukraa nazraana-e-mohabbat
Kaukab Shahjahanpuri
Ghazal
har aadmii me.n hote hai.n das biis aadmii
jis ko bhii dekhnaa ho ka.ii baar dekhnaa
Nida Fazli
Ghazal
KHud se das-biis baras aur ba.De lagte hai.n
ghar banaate hu.e dariyaa ke kinaare bachche
Farooq Engineer
Ghazal
das biis har mahiine me.n abruu nazar pa.De
is saal saare chaa.nd hu.e tiis tiis ke
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ghar se baahar jo qadam tum ne nikaale hote
jam.a das biis abhii chaahne vaale hote