SEARCH RESULTS
Showing search results for "dast-burd"
Ghazal MATCHES FOR "dast-burd"
Ghazal
miTaa ga.ii hai zamaane kii dast-burd use
jo saamne hai kha.nDar saa makaan meraa hai
Sabeen Yunus
Ghazal
bulbul kaa aashiyaa.n na bachaa dast-burd se
kis roz be-zabaano.n pe jaur-e-KHizaa.n na thaa
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
kyaa kahiye tere haatho.n se ai dast-burd-e-ishq
is dil kii bastii baat ke kahte uja.D ga.ii
Joshish Azimabadi
Ghazal
naam hii kyaa nishaa.n hii kyaa KHvaab-o-KHayaal ho ga.e
terii misaal de ke ham terii misaal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
facebook dost bure vaqt bhii kaam aate hai.n
itifaaqan ko.ii kho jaa.e to dukh hotaa hai
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
tamaam raat kaa jaagaa huu.n maa'zarat mire dost
buraa na maan agar nii.nd aa.ii jaatii hai
Nomaan Shauque
Ghazal
hasrat ke daaG dast-e-talab se nahii.n dhule
bhaarii the KHvaab aa.nkh se puure nahii.n tule
Farah Rizwi
Ghazal
kis burj me.n falak ne sitaare milaa.e hai.n
dast-e-shab-e-firaaq me.n saa.e hii saa.e hai.n
Naseem Abbasi
Ghazal
vaqt-e-qayaam dast-e-qazaa ne nahii.n diyaa
chalne lage to saath havaa ne nahii.n diyaa
Khalid Mahmood
Ghazal
faraaKH-dast kaa ye husn-e-ta.ng-dastii hai
jo ek buu.nd kii maanind bahr-e-hastii hai
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
tujh ko buraa lagegaa magar sach yahii hai dost
duniyaa tire baGair bhii achchhii lagii hai dost