SEARCH RESULTS
Showing search results for "daur-e-tagayyur"
Ghazal MATCHES FOR "daur-e-tagayyur"
Ghazal
har daur-e-taGayyur kii zabaa.n hotaa rahegaa
har tarz-e-bayaa.n nazr-e-KHizaa.n hotaa rahegaa
Safar Naqvi
Ghazal
ye chhup-chhup ke yakjaa piye.n 'daur'-o-zaahid
kisii ne bhii in shaahkaaro.n ko dekhaa
Daur Afridi
Ghazal
vahaa.n hii talKHiyaa.n piitaa rahaa huu.n
jahaa.n ai 'daur' maiKHaane nahii.n hai.n
Daur Afridi
Ghazal
pahlii sii vo hikaayat-e-shaam-o-sahar nahii.n
shaayad kisii ne 'daur' tujhe kuchh bhulaa diyaa
Daur Afridi
Ghazal
Adeeb Malegavi
Ghazal
daaman-e-dil kii oT se ek shab-e-firaaq kyaa
daur-e-taGayyur-e-jahaa.n sab tire qaafile ga.e
Aziz Hamid Madni
Ghazal
apne mansuuro.n ko is daur ne puuchhaa bhii nahii.n
pa.D gayaa raKHna saf-e-daar-o-rasan me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kis ko ma.aluum hai.n is daur me.n aadaab-e-nazar
kaun ab marhal-e-tark-e-talab puuchhegaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
kyaa kaam inqalaab kaa kuchh bhii nahii.n yahaa.n
daur-e-falak ke daura-e-saaGar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyaa vaj.h tere zulm-o-sitam me.n mazaa nahii.n
ai daur-e-charKH aaj vo shaayad nahii.n shariik
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyaa jaane kab vo sub.h-e-bahaaraa.n ho jalva-gar
daur-e-KHizaa.n me.n jis se bahalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
chalii jaa.egii ik hii ruKH havaa taaki zamaane kii
na puuraa hogaa teraa daur ye ai aasmaa.n kab tak
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
aa.nkhe.n to khol daur-e-taGayyur hai ham-nashii.n
kuchh khi.Dkiyaa.n to khol ga.ii hai havaa-e-shab
Aziz Hamid Madni
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ye daur mujh se KHirad kaa vaqaar maa.nge hai
dil ab bhii shauq ke lail-o-nahaar maa.nge hai