SEARCH RESULTS
Showing search results for "dete-dete"
Ghazal MATCHES FOR "dete-dete"
Ghazal
daliile.n dete dete thak chukaa mai.n
vo jaahil apnii hii zid par a.Daa hai
Sulaiman Faraz Hasanpuri
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
adaa hu.aa na qarz aur vajuud KHatm ho gayaa
mai.n zindagii kaa dete dete suud KHatm ho gayaa
Faryad Aazar
Ghazal
KHaalii ghar kaa darvaaza to qabr kii suurat hotaa hai
dastak dete dete tere baazuu shal ho jaa.e.nge
Ali Shiran
Ghazal
nii.nd aa.egii na un be-KHvaab aa.nkho.n me.n kabhii
mujh ko thapkii dete dete aap so jaa.egii raat
Abid Munavari
Ghazal
zindagii letii hai mujh se ek ik pal kaa hisaab
thak ga.ii huu.n dete dete mai.n hisaab-e-zindagii
Naseem Akhtar
Ghazal
har aane jaane vaale se ghar kaa rasta puuchhte ho
KHud ko dhokaa dete dete be-ghar bhii ho jaa.oge
Rauf Raza
Ghazal
aa.nkhe.n mujhe talvo.n se vo malne nahii.n dete
armaan mire dil ke nikalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
ham Gazal me.n tiraa charchaa nahii.n hone dete
terii yaado.n ko bhii rusvaa nahii.n hone dete
Meraj Faizabadi
Ghazal
Hasrat Jaipuri
Ghazal
KHaamosh ho kyuu.n daad-e-jafaa kyuu.n nahii.n dete
bismil ho to qaatil ko du.aa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Ghazal
jurm-e-ulfat pe hame.n log sazaa dete hai.n
kaise naadaan hai.n sho.alo.n ko havaa dete hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
sab qariine usii dildaar ke rakh dete hai.n
ham Gazal me.n bhii hunar yaar ke rakh dete hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
masarrato.n ko ye ahl-e-havas na kho dete
jo har KHushii me.n tire Gam ko bhii samo dete