SEARCH RESULTS
Showing search results for "detii"
Ghazal MATCHES FOR "detii"
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bahut tavajjoh ta'alluq bigaa.D detii hai
ziyaada Darne lage.nge to Dar lagegaa nahii.n
Umair Najmi
Ghazal
sunaa hai us ko mohabbat du.aa.e.n detii hai
jo dil pe choT to khaa.e magar gila na kare
Qateel Shifai
Ghazal
baahamii rabt me.n ranjish bhii mazaa detii hai
bas mohabbat hii mohabbat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ek manzar pe Thaharne nahii.n detii fitrat
umr bhar aa.nkh kii qismat me.n safar lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
mujh ko qismat hii pahu.nchne nahii.n detii varna
ek e.azaaz hai us dar kaa gadaagar honaa
Munawwar Rana
Ghazal
faasle umr ke kuchh aur ba.Dhaa detii hai
jaane kyuu.n log use phir bhii davaa kahte hai.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
detii nahii.n amaa.n jo zamii.n aasmaa.n to hai
kahne ko apne dil se ko.ii daastaa.n to hai
Muneer Niyazi
Ghazal
aur to kaun hai jo mujh ko tasallii detaa
haath rakh detii hai.n dil par tirii baate.n aksar
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
meraa saath detii hai mere saath rahtii hai
mai.n ne likhaa tanhaa.ii zaujiyat ke KHaane me.n
Amir Ameer
Ghazal
zindagii bhiik bhii detii hai to qiimat le kar
roz fariyaad kaa andaaz badalte rahiye
Meraj Faizabadi
Ghazal
lau detii hu.ii raat suKHan kartaa hu.aa din
sab us ke liye jis se muKHaatib bhii nahii.n the