SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhamke"
Ghazal MATCHES FOR "dhamke"
Ghazal
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
tere dhamkaane se ko.ii 'azfarii' dhamke haigaa
khel aise hai.n miyaa.n ham ne bahut se khele
Mirza Zahirddin Azfari
Ghazal
kyaa baat hai aa dhamke achaanak sar-e-mahfil
andaaz tumhaaraa ye bajaa hai ki nahii.n hai
Nazr Fatmi
Ghazal
mohabbato.n me.n ajab hai dilo.n ko dha.Dkaa saa
ki jaane kaun kahaa.n raasta badal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
jab tiraa hukm milaa tark mohabbat kar dii
dil magar is pe vo dha.Dkaa ki qayaamat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ham bahut duur nikal aa.e hai.n chalte chalte
ab Thahar jaa.e.n kahii.n shaam ke Dhalte Dhalte
Iqbal Azeem
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
dil kaa ye haal ki dha.Dke hii chalaa jaataa hai
aisaa lagtaa hai ko.ii jurm hu.aa hai mujh se
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
kabhii to shaam Dhale apne ghar ga.e hote
kisii kii aa.nkh me.n rah kar sa.nvar ga.e hote
Bashir Badr
Ghazal
thii mashvarat kii ham ko basaanaa hai ghar nayaa
dil ne kahaa ki mere dar-o-baam Dhaa.iye