SEARCH RESULTS
Showing search results for "dharohar"
Ghazal MATCHES FOR "dharohar"
Ghazal
ammaa.n se mile biivii ke zevar kii tarah hai
KHuddaarii mire paas dharohar kii tarah hai
Pratap Somvanshi
Ghazal
lamho.n kii ta.aaqub me.n sadiyo.n kii dharohar thii
afsos ke daaman me.n Gurbat kii ye bastii hai
Afroz Alam
Ghazal
'kaifii' masiih-e-sher hai.n ahbaab aur bhii
ik tujh se jaan-e-taaza nahii.n is Dhachar me.n hai
Dattatriya Kaifi
Ghazal
be-niyaazii ye nahii.n gum-shudagii hai ai dost
ki mujhe rabt-e-qadiim-e-dar-o-sar yaad nahii.n
Ijtiba Rizvi
Ghazal
safar me.n kaisii haraarat qariib thii 'KHurshiid'
utar ga.ii hai mujhe dhaar-daar kartii hu.ii
Khursheed Akbar
Ghazal
juu.n jaras baam-o-dar-e-har-KHaana se uTThegaa shor
mat safar se hashr barpaa saaz-e-suhhaa hojiye
Raza Azimabadi
Ghazal
aa.nkho.n ko tamanna hai KHaak-e-dar-e-jaanaa.n kii
KHaak-e-dar-e-har-kuucha iksiir nahii.n hotii
Aish Meeruthi
Ghazal
Gaar-dar-Gaar bhaTakte hu.e mai.n chiiKH uThaa
raushnii ab kisii mehraab me.n rakkhii jaa.e
Daniyal Tareer
Ghazal
dard-e-dil ne raaz-daar-e-har-do-aalam kar diyaa
KHaak ko ye fikr hai ab aur kyaa ho jaa.iye