SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhoban"
Ghazal MATCHES FOR "dhoban"
Ghazal
daaG mujh me.n hai ki tujhme.n ye pata tab hogaa
maut jab aa.egii kap.De liye dhoban kii tarah
Gopaldas Neeraj
Ghazal
kahii.n nahii.n ko.ii suuraj dhu.aa.n dhu.aa.n hai fazaa
KHud apne aap se baahar nikal sako to chalo
Nida Fazli
Ghazal
vo raahat-e-jaa.n hai magar is dar-badarii me.n
aisaa hai ki ab dhyaan udhar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
phir jii me.n hai ki dar pe kisii ke pa.De rahe.n
sar zer-baar-e-minnat-e-darbaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
suuraj me.n lage dhabbaa fitrat ke karishme hai.n
but ham ko kahe.n kaafir allaah kii marzii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
vo meraa gaa.nv hai vo mere gaa.nv ke chuulhe
ki jin me.n shole to shole dhu.aa.n nahii.n miltaa
Kaifi Azmi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
kis tarah log chale jaate hai.n uTh kar chup-chaap
ham to ye dhyaan me.n laate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
faasla nazro.n kaa dhoka bhii to ho saktaa hai
vo mile yaa na mile haath ba.Dhaa kar dekho
Nida Fazli
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
bijlii kaa qumquma na ho kaalaa dhu.aa.n to ho
ye bhii agar nahii.n ho to bujh jaanaa chaahiye