SEARCH RESULTS
Showing search results for "dibiya"
Ghazal MATCHES FOR "dibiya"
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
ik jaaduu kii Dibiyaa hai jo un kaa khilaunaa hai
bachche nahii.n rahte ab jugnuu ke ta.aaqub me.n
Arif Ansari
Ghazal
hamaare kaam rafta-rafta saare ban rahe the
ki dariyaa chal pa.Daa thaa aur kinaare ban rahe the
Iqtidar Javed
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nahii.n duniyaa ko jab parvaa hamaarii
to phir duniyaa kii parvaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii taqdiir kaa maatam kabhii duniyaa kaa gila
manzil-e-ishq me.n har gaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
us kii umiid-e-naaz kaa ham se ye maan thaa ki aap
umr guzaar diijiye umr guzaar dii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
duniyaa kii nigaaho.n me.n bhalaa kyaa hai buraa kyaa
ye bojh agar dil se utar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
kaise kah duu.n ki mujhe chho.D diyaa hai us ne
baat to sach hai magar baat hai rusvaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
tere hote hu.e aa jaatii thii saarii duniyaa
aaj tanhaa huu.n to ko.ii nahii.n aane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
baaziicha-e-atfaal hai duniyaa mire aage
hotaa hai shab-o-roz tamaashaa mire aage