SEARCH RESULTS
Showing search results for "dii"
Ghazal MATCHES FOR "dii"
Ghazal
tere visaal ke liye apne kamaal ke liye
haalat-e-dil ki thii KHaraab aur KHaraab kii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
majnuu.n ne shahr chho.Daa to sahraa bhii chho.D de
nazzaare kii havas ho to lailaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n ne palko.n se dar-e-yaar pe dastak dii hai
mai.n vo saa.il huu.n jise ko.ii sadaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
tanhaa.iyo.n ne to.D dii ham dono.n kii anaa!
aa.iina baat karne pe majbuur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
be-sahaaraa thaa bahut pyaar ko.ii puuchhtaa kyaa
tuu ne kaa.ndhe pe jagah dii hai to sar lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
jab tiraa hukm milaa tark mohabbat kar dii
dil magar is pe vo dha.Dkaa ki qayaamat kar dii