SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-naachiiz"
Ghazal MATCHES FOR "dil-e-naachiiz"
Ghazal
yaar ne is dil-e-naachiiz ko behtar jaanaa
daaG ko phuul to qatre ko samundar jaanaa
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Dil Sikandarpuri
Ghazal
detaa hai ab yahii dil-e-shoriida mashvara
jiine se ta.ng ho to miyaa.n mar ke dekh lo
Dil Ayubi
Ghazal
hamdam ha.nsii u.Daa na dil-e-daaG-daaG kii
tohfe diye hu.e ye kisii mehrbaa.n ke hai.n
Dil Ayubi
Ghazal
mai.n KHud se ek bhii lamha barii nahii.n hotaa
dil-o-dimaaG ko baa.ndhe hai iltifaat kii Dor
Dil Sikandarpuri
Ghazal
zaamin nashv-o-numaa-e-gul-e-tar hai ai 'dil'
dard-mandii kii KHalish sii jo dil-e-KHaar me.n hai
Dil Ayubi
Ghazal
KHushaa-nasiib ki diivaane hai.n to ham ai 'dil'
kamaal-e-nisbat-e-diivaana-gar bhii rakhte hai.n
Dil Ayubi
Ghazal
tiraa KHayaal miraa soz-e-aarzuu-e-sahar
ko.ii to thaa shab-e-furqat jo dil ke kaam aayaa
Dil Ayubi
Ghazal
ban ga.ii husn-e-talab bhii to mu.amma ai 'dil'
dard maa.ngaa thaa vo samjhe ki davaa maa.ngii thii
Dil Ayubi
Ghazal
Dil Ayubi
Ghazal
kitnaa hasii.n thaa jurm-e-Gam-e-dil ki do-jahaa.n
dar pe hai.n aaj tak mire ra.ng-e-qubuul ke
Dil Ayubi
Ghazal
Dil Ayubi
Ghazal
mai.n ne ik umr ga.nvaa dii hai Gazal kahne me.n
mere jaisaa to ko.ii kaam nahii.n kar saktaa
Dil Sikandarpuri
Ghazal
aa.nkh bhar aa.ii tiraa dekh ke ha.nstaa chehra
ye mohabbat kii mirii pahlii kamaa.ii to nahii.n
Dil Sikandarpuri
Ghazal
ser hotaa hii nahii.n zauq-e-tamaashaa lekin
mujh se kahtii hai mirii jur.at-e-diidaar ki bas