SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-naadaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "dil-e-naadaa.n"
Ghazal
hoshiyaarii dil-e-naadaan bahut kartaa hai
ranj kam sahtaa hai elaan bahut kartaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
saaf rusvaa.ii ke aasaar nazar aate hai.n
kahne sun.ne me.n nahii.n hai dil-e-naadaa.n apnaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
ehtiyaat ai dil-e-naadaa.n vo zamaane na rahe
tere ushshaaq tire chaahne vaale na rahe
Hasan Aabid
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dil-e-naadaa.n ko.ii mahshar na uThaanaa is vaqt
aa rahaa hai mirii baato.n me.n zamaanaa is vaqt
Jafar Shirazi
Ghazal
dil-e-naadaa.n pe shikaayat kaa gumaa.n kyaa hogaa
chand ashko.n se jafaa.o.n kaa bayaa.n kyaa hogaa
Hanif Fauq
Ghazal
KHaaksaarii dil-e-naadaan bachaa ke rakhnaa
sarfaraazii ke sab imkaan bachaa ke rakhnaa
Rais-Us-Shakri
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
nazar uThaa dil-e-naadaa.n ye justujuu kyaa hai
usii kaa jalva to hai aur ruu-ba-ruu kyaa hai
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
is rang me.n apne dil-e-naadaa.n se gila hai
jaise hame.n kul aalam-e-imkaa.n se gila hai
Saba Akbarabadi
Ghazal
kyo.n bazm kii kartaa hai tamannaa dil-e-naadaa.n
ho jaa.egaa tuu aur bhii tanhaa dil-e-naadaa.n
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
ai dil-e-naadaa.n na ko.ii tuu sunahre KHvaab dekh
band hotaa jaa rahaa hai ab vafaa kaa baab dekh