SEARCH RESULTS
Showing search results for "dubai"
Ghazal MATCHES FOR "dubai"
Ghazal
Gam us kaa apnii ruuh me.n ja.Dnaa pa.Daa mujhe
us ke mu'aamalaat me.n pa.Dnaa pa.Daa mujhe
Shahid Mahmood
Ghazal
mai.n apnii anaa.o.n me.n giraftaar bahut huu.n
kahtaa to nahii.n taalib-e-diidaar bahut huu.n
Shahid Mahmood
Ghazal
KHud agar aag lagaa.ii hai bujhaataa kyo.n hai
tujh pe manzar ye giraa.n hai to jalaataa kyo.n hai
Shahid Mahmood
Ghazal
merii kashtii hii kinaare pe hamesha Duubii
apnii taqdiir me.n mujh ko to bha.nvar lagtaa hai
Shahid Mahmood
Ghazal
jo saath chho.D de.n un se milaa nahii.n karte
gila vo kar bhii le.n un se gila nahii.n karte
Shahid Mahmood
Ghazal
un ko dekhe ab hame.n kitne zamaane ho ga.e
pyaar ke qisse hamaare sab puraane ho ga.e
Shahid Mahmood
Ghazal
dil ranj me.n Duubaa hai kahii.n chain nahii.n hai
dil ranj pe maa.il bhii ziyaada to nahii.n thaa
Shahid Mahmood
Ghazal
mumkin nahii.n ki aaj ko.ii chashm tar na ho
lagtaa hai jaise raah me.n ko.ii shajar na ho
Shahid Mahmood
Ghazal
ka.ii raaz dil me.n chhupaa.e hu.e hai.n
na dekho hame.n ham jalaa.e hu.e hai.n
Shahid Mahmood
Ghazal
sochaa hai ki bikne ko mai.n baazaar me.n aa.uu.n
do chaar hasiino.n se mulaaqaat to hogii
Shahid Mahmood
Ghazal
lab kholne se pahle zaraa ye KHayaal ho
aisaa na kuchh kaho ki tumhe.n phir malaal ho
Shahid Mahmood
Ghazal
jaahilo.n ke des me.n daanaa bachaa ko.ii nahii.n
rog aisaa lag gayaa jis kii davaa ko.ii nahii.n
Shahid Mahmood
Ghazal
saje hai.n daar saliibo.n pe sar nahii.n aayaa
kisii kii ruuh me.n ab tak bha.nvar nahii.n aayaa