SEARCH RESULTS
Showing search results for "duniyaavii"
Ghazal MATCHES FOR "duniyaavii"
Ghazal
Gaafilo.n ke lutf ko kaafii hai duniyaavii KHushii
aaqilo.n ko be-Gam-e-uqbaa mazaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
har ik rishta bikhraa bikhraa kyuu.n lagtaa hai
is duniyaa me.n sab kuchh jhuuTaa kyuu.n lagtaa hai
Ambar Kharbanda
Ghazal
vo faqiih-e-kuu-e-baatin hai aduu-e-diin-o-millat
kisii KHauf-e-duniyavii se jo taraash de fasaana
Mahirul Qadri
Ghazal
ishq ko duniyaavii baazaar nahii.n kar sakte
dil se dil ke dil pe vaar nahii.n kar sakte
Saiyad Shadab Asghar
Ghazal
Anjum Saleemi
Ghazal
KHush-qismatii-e-ahl-e-junuu.n hai miraa hissa
aasaa.ish-e-duniyaavii se mahruum rahaa huu.n
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
Tanmay Mishra
Ghazal
Aftab Shah
Ghazal
din guzar jaataa hai duniyaavii masaa.il me.n magar
tere hone se mirii shaam mirii rahtii hai
Dr. Bhawana Srivastava
Ghazal
ham ne use duniyaavii nazar se nahii.n dekhaa
us ko ye lagaa achchhii nazar se nahii.n dekhaa
Sadik Ali Shadab
Ghazal
Athar Ziai
Ghazal
Nadir Kakorvi
Ghazal
Yasir Guman
Ghazal
ik mai.n huu.n jo hotaa nahii.n diivaana-e-duniyaa
hai raas har ik shaKHs ko viiraana-e-duniyaa
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nahii.n duniyaa ko jab parvaa hamaarii
to phir duniyaa kii parvaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii taqdiir kaa maatam kabhii duniyaa kaa gila
manzil-e-ishq me.n har gaam pe ronaa aayaa