SEARCH RESULTS
Showing search results for "duur-daraaz"
Ghazal MATCHES FOR "duur-daraaz"
Ghazal
Yasir Iqbal
Ghazal
pa.Dii aisii zarb-e-gumaan raKHt-e-yaqiin par
ki mai.n raah-e-duur-daraaz me.n kahii.n rah gayaa
Juned Azar
Ghazal
vo rahne vaalaa duur-daraaz sitaare kaa
ik raushan KHat mujhe likkhegaa din badle.nge
Saima Zaidi
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
Ahmad Imam
Ghazal
Shahid Makuli
Ghazal
manzil daraaz-o-duur hai aur ham me.n dam nahii.n
huu.n rail par savaar to daam-o-diram nahii.n
Ismail Merathi
Ghazal
pahle thaa sar me.n hubb-e-vatan kaa mire junuu.n
ab KHabt-e-yaava-go.ii-e-duur-o-daraaz hai
Nadir Kakorvi
Ghazal
tire karam pe bhii andesha-haa-e-duur-o-daraaz
mile hai.n jaam-o-subuu vo bhii zahr se labrez
Iqbal Mahir
Ghazal
manzil-e-duur-o-daraaz-e-ishq me.n
Gam ko paayaa ham ne Gam-KHvaaro.n ke biich
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Ijtiba Rizvi
Ghazal
mai.n ki darpesh hai mujh ko safar-e-duur-o-daraaz
aur ik vo hai.n ki un ko Gam-e-tanhaa.ii hai
Riyasat Ali Taj
Ghazal
vo kahaa.n jalva-e-jaa.n-baKHsh butaan-e-dehlii
kyuu.n ki jannat pe kiyaa jaa.e gumaan-e-dehlii
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
jo kuchh hu.aa so hu.aa ab savaal hii kyaa hai
bayaan haal karuu.n mujh me.n haal hii kyaa hai
Suha Mujaddadi
Ghazal
mirii nigaah me.n thii arsa-e-daraaz se jo
KHushii vo duur KHalaa.o.n me.n jaa basii shaayad