SEARCH RESULTS
Showing search results for "elaan-e-faiz-e-aam"
Ghazal MATCHES FOR "elaan-e-faiz-e-aam"
Ghazal
dikhaave ke liye elaan-e-faiz-e-aam hotaa hai
magar ik KHaas hii halqa me.n daur-e-jaam hotaa hai
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
husn ko aaKHir KHayaal-e-faiz-e-aam aa hii gayaa
aaj ko.ii KHud-baKHud baalaa-e-baam aa hii gayaa
Sahir Siyalkoti
Ghazal
paiGaam-e-lutf-e-KHaas sunaanaa basant kaa
dariyaa-e-faiz-e-aam bahaanaa basant kaa
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
ye baat sach hai yahaa.n guftuguu avaam se hai
magar adab ko guzargaah-e-aam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
dekhaa gayaa na mujh se ma.aanii kaa qatl-e-aam
chup-chaap mai.n hii lafzo.n ke lashkar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jaa-ba-jaa ham KHud bhaTakte hii phire
varna us ke dar pe faiz-e-aam hai
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
kamaal-e-fan hai qatl-e-'aam us kaa
vo shiishagar hai aahan-gar nahii.n hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
misaal-e-gauhar-e-naayaab zer-e-aab rahaa
ye aarzuu thii samundar uchhaaltaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
aap ke shikva-e-bejaa kaa gila kyaa karnaa
aap ne apnii mohabbat to kabhii dii hotii
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
'faazil'-e-naachiiz kyaa thaa ek qatra thaa magar
tere faiz-e-aam ne qatre ko dariyaa kar diyaa
Fazil Kashmiri
Ghazal
ajiib hai tirii dariyaa-dilii kaa afsaana
ki faiz-e-aam hai aur ko.ii faizyaab nahii.n
Azeez Mubarakpur
Ghazal
karam karam hai to hai faiz-e-aam is kaa shi.aar
ye dasht hai vo gulistaa.n sahaab kyaa jaane