SEARCH RESULTS
Showing search results for "elephanta"
Ghazal MATCHES FOR "elephanta"
Ghazal
kahaa.n manaazil-e-hastii kahaa.n ham ahl-e-fanaa
abhii kuchh aur ye tohmat uThaa.e jaate hai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
kare hai sarf ba-iimaa-e-sho.ala qissa tamaam
ba-tarz-e-ahl-e-fanaa hai fasaana-KHvaanii-e-sham.a
Mirza Ghalib
Ghazal
ra.ngiini-e-libaas se ahl-e-fanaa ko kyaa
hai ibtidaa-e-dahr se raKHt-e-kafan safed
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
tujh bin ye ziist apnii hame.n yuu.n hai jis tarah
qaid-e-hayaat ahl-e-fanaa ko burii lage
Meer Hasan
Ghazal
kitne maze se ahl-e-fanaa kii guzar ga.ii
jo qaid hai ta.ayyun naam-o-nishaa.n se hai
Khwaja Shauq
Ghazal
kyo.n ahl-e-fanaa se KHabar-e-qaafila puuchhe.n
ham jaante hai.n gum vo hu.aa raah-e-baqaa me.n
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
samjhe mirii haqiiqat-e-hastii ko.ii 'ratan'
ain-e-fanaa kii shakl me.n ain-e-baqaa huu.n mai.n
Ratan Pandorwi
Ghazal
naam-e-anqaa se bhii na.ng aataa hai 'ehsaan' mujhe
shohra-e-naam ko kyuu.n ahl-e-fanaa ne chaahaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
hayaat jism kaa jaise uphantaa dariyaa hai
ko.ii zii-hausla jo ho to paar utar jaa.e