SEARCH RESULTS
Showing search results for "engineer"
Ghazal MATCHES FOR "engineer"
Ghazal
gul-o-gulzaar guhar chaa.nd sitaare bachche
ra.ng-o-buu nuur ke paikar hai.n ye saare bachche
Farooq Engineer
Ghazal
hai aisaa vaqt ki KHud par karam kiyaa jaa.e
zaruurato.n ko zaraa apnii kam kiyaa jaa.e
Farooq Engineer
Ghazal
hamii.n to hai.n jo tire saath chalte rahte hai.n
vagarna log to raste badalte rahte hai.n
Farooq Engineer
Ghazal
kisii ke bichha.Dne kaa Dar hii nahii.n
safar me.n ko.ii ham-safar hii nahii.n
Farooq Engineer
Ghazal
shajar me.n shajar saa bachaa kuchh nahii.n
havaa.o.n se phir bhii gilaa kuchh nahii.n
Farooq Engineer
Ghazal
ka.ii chehro.n me.n dekhaa jaa rahaa huu.n
zamaane kii nazar kaa vaahima huu.n
Farooq Engineer
Ghazal
u.nglii figaar ko.ii na KHuu.n me.n qalam hu.aa
kab ham se apne dard kaa qissa raqam hu.aa