SEARCH RESULTS
Showing search results for "england"
Ghazal MATCHES FOR "england"
Ghazal
pechiida masaa.il ke liye jaate hai.n england
zulfo.n me.n ulajh aate hai.n shaamat hai to ye hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
uTh kar tirii chaukhaT se ham aur chale jaa.e.n
england are tauba jaapaan are tauba
Shauq Bahraichi
Ghazal
vo jab aa.egaa to phir us kii rifaaqat ke liye
mausam-e-gul mire aa.ngan me.n Thahar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
aavaara-mizaajii ne phailaa diyaa aa.ngan ko
aakaash kii chaadar hai dhartii kaa bichhaunaa hai
Nida Fazli
Ghazal
duur ke chaa.nd ko Dhuu.nDo na kisii aa.nchal me.n
ye ujaalaa nahii.n aa.ngan me.n samaane vaalaa
Nida Fazli
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ik havelii huu.n us kaa dar bhii huu.n
KHud hii aa.ngan KHud hii shajar bhii huu.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
chhat se us kii dhuup ke neze aate hai.n
jab aa.ngan me.n chhaa.nv hamaarii rahtii hai
Rahat Indori
Ghazal
phir kaagaa bolaa ghar ke suune aa.ngan me.n
phir amrit ras kii buu.nd pa.Dii tum yaad aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
us kii KHushbuu se kabhii meraa bhii aa.ngan mahke
mere ghar me.n bhii kabhii raat kii raanii aa.e
Saqi Amrohvi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
jin ke aa.ngan me.n amiirii kaa shajar lagtaa hai
un kaa har aib zamaane ko hunar lagtaa hai
Anjum Rehbar
Ghazal
achchhii nahii.n hai shahr ke rasto.n se dostii
aa.ngan me.n phail jaa.e na baazaar dekhnaa
Nida Fazli
Ghazal
jaag ai mire ham-saaya KHvaabo.n ke tasalsul se
diivaar se aa.ngan me.n ab dhuup utar aa.ii