SEARCH RESULTS
Showing search results for "evaz-e-jaam"
Ghazal MATCHES FOR "evaz-e-jaam"
Ghazal
saaqii ke paas vus.at-e-mashrab ne raah dii
mai.n kaasa-e-falak evaz-e-jaam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Shayar Fatehpuri
Ghazal
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
chhalaktii aa.e ki apnii talab se bhii kam aa.e
hamaare saamne saaqii ba-saaGar-e-jam aa.e
Ibn-e-Safi
Ghazal
karo jo kar sako bikhre hu.e vujuud ko jam'
ki kuchh na kuchh to Gubaar-e-safar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kyaa pighaltaa jo rag-o-pai me.n thaa yaKH-basta lahuu
vaqt ke jaam me.n thaa shola-e-tar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
abhii to saaz ke taaro.n ko kas rahaa hai shu.uur
abhii na qarya-e-aavaaz me.n bulaa.o hame.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
na.e safar pe na.e mausamo.n ne dii aavaaz
ka.Dii thii dhuup magar saa.ebaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
apnaa miTTii kaa piyaala ham ko pyaaraa hai bahut
ham na de.nge pesh agar vo saaGar-e-jam bhii kare.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
bas ek ghuu.nT banaa degaa ‘aarif-o-saalik
tum apnaa jaam uThaa.o sharaab mai.n duu.ngaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
haT jaa.e ik taraf but-e-kaafir kii raah se
de ko.ii jald dau.D ke mahshar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
lutf aa.e jo shab-e-vasl mo.azzin so jaa.e
kyuu.nki vo gosh-bar-aavaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ham laakh bad-maza hu.e jaam-e-hayaat se
jiine kii pyaas thii ki kabhii kam na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
tum ho saaqii to ajab kyaa hai ki maiKHaane me.n
evaz-e-san.at-e-jam saaGar-e-sarshaar bike