SEARCH RESULTS
Showing search results for "faasid"
Ghazal MATCHES FOR "faasid"
Ghazal
mizha-e-yaar ke nashtar ke hu.e saudaa.ii
KHuun-e-faasid kii tarah josh me.n fassaad aayaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Bahram ji
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
tamaam jism hai faasid tamaam jism KHaraab
agar na jaa.e kisii aadmii ke dil kaa fasaad
Urooj Qadri
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
faasle aise bhii ho.nge ye kabhii sochaa na thaa
saamne baiThaa thaa mere aur vo meraa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
ek do roz kaa sadma ho to ro le.n 'faakir'
ham ko har roz ke sadmaat ne rone na diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
dil bhii kisii faqiir ke hujre se kam nahii.n
duniyaa yahii.n pe laa ke chhupaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
daaraa o sikandar se vo mard-e-faqiir aulaa
ho jis kii faqiirii me.n buu-e-asadul-laahii
Allama Iqbal
Ghazal
vo ishq to karegaa magar dekh bhaal ke
'faaris' vo tere jaisaa divaana to hai nahii.n
Rehman Faris
Ghazal
kuchh to duniyaa kii inaayaat ne dil to.D diyaa
aur kuchh talKHii-e-haalaat ne dil to.D diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
isii galii me.n vo bhuukaa faqiir rahtaa thaa
talaash kiije KHazaana yahii.n se niklegaa
Rahat Indori
Ghazal
raste me.n vo milaa thaa mai.n bach kar guzar gayaa
us kii phaTii qamiis mire saath ho ga.ii
Nida Fazli
Ghazal
dar-e-fasiil khulaa yaa pahaa.D sar se haTaa
mai.n ab girii hu.ii galiyo.n ke marg-zaar me.n huu.n