SEARCH RESULTS
Showing search results for "faasiq"
Ghazal MATCHES FOR "faasiq"
Ghazal
me.araaj kii sii haasil sajdo.n me.n hai kaifiyyat
ik faasiq-o-faajir me.n aur aisii karaamaate.n
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
kisii faasiq ke tuu mu.nh ko na karegii kaalaa
kyuu.n siyaahii ye shab-e-taar liye phirtii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kyaa tirii shaan hai qurbaan ho.n ai afv-e-kariim
aas rakhtaa hai har ik faasiq o zaanii terii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ab bhii maujuud hai vo bai.at-e-faasiq kaa savaal
aur matluub hai vo jur.at-e-inkaar ab bhii
Ajmal Siraj
Ghazal
lauT aa dil ko qaraar aa.egaa aane se tire
be-yaqiinii na ba.Dhaa ishq kaa faasiq na banaa
Arshad Sad Rudaulvi
Ghazal
bharosaa karam par hai ham 'aasiyo.n ko
Gazab par samajhte hai.n rahm us kaa faa.iq
Rind Lakhnavi
Ghazal
faasiq jo agar aashiq-e-diivaana hu.aa to kyaa
duniyaa ke mataalib ko farzaana hu.aa to kyaa
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
Rizvan Anjum
Ghazal
jo jitnaa bhii faasiq aur munaafiq hai dekho
us kaa lab-o-lahja utnaa hii narm-o-mulaa.im hai
Zafar Iqbal
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
dast-e-falak me.n gardish-e-taqdiir to nahii.n
dast-e-falak me.n gardish-e-ayyaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
faasle aise bhii ho.nge ye kabhii sochaa na thaa
saamne baiThaa thaa mere aur vo meraa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
bulbul ko baaGbaa.n se na sayyaad se gila
qismat me.n qaid likkhii thii fasl-e-bahaar me.n