SEARCH RESULTS
Showing search results for "fara.ngii-mahal"
Ghazal MATCHES FOR "fara.ngii-mahal"
Ghazal
biimaar-e-ishq kahte hai.n daarushshifaa use
aisii hii jo hasiin fara.ngii-mahal me.n hai
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ushshaaq-e-lucknow kii kashish dekh ai masiih
london ke KHuub-ruu bhii fara.ngii-mahal ga.e
Muneer Shikohabadi
Ghazal
sar chashm sabr dil dii.n tan maal jaan aaTho.n
sadqa ka.ii hai.n tum par lo mehrbaan aaTho.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
KHvaab ke rang dil-o-jaa.n me.n sajaa.e bhii ga.e
phir vahii rang ba-sad taur jalaa.e bhii ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
kaho ki tuur pe jaltaa rahe charaaG abhii
mujhe sharaab se haasil nahii.n faraaG abhii
Syed Mazhar Gilani
Ghazal
kare.nge ahl-e-nazar taaza bastiyaa.n aabaad
mirii nigaah nahii.n suu-e-kuufa-o-baGdaad
Allama Iqbal
Ghazal
Azhar Faragh
Ghazal
Dhuu.nD rahaa hai fara.ng aish-e-jahaa.n kaa davaam
vaa.e-tamannaa-e-KHaam vaa.e-tamannaa-e-KHaam
Allama Iqbal
Ghazal
udaas dekh ke vaj.h-e-malaal puuchhegaa
vo mehrbaa.n nahii.n aisaa ki haal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
vo harf-e-raaz ki mujh ko sikhaa gayaa hai junuu.n
KHudaa mujhe nafas-e-jabra.iil de to kahuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
ka.abe se mujh ko laa.e savaad-e-kunisht me.n
islaah dii buto.n ne KHat-e-sar-navisht me.n