SEARCH RESULTS
Showing search results for "fart-e-alam"
Ghazal MATCHES FOR "fart-e-alam"
Ghazal
fart-e-alam se aah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
ai 'ishq kyaa gunaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jagdish Sahay Saxena
Ghazal
ho jaatii thii taskiin so ab fart-e-alam se
is baat ko rote hai.n ki ronaa nahii.n aataa
Hasrat Mohani
Ghazal
Mohammad Abbas Safiir
Ghazal
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
dekh kar fart-e-alam me.n mujhe maa.il-ba-sukuut
chhe.D detaa hai ko.ii taar-e-rag-e-jaa.n meraa
Haqqi Hazeen
Ghazal
fart-e-Gam-o-alam se jab dil hu.aa hai giryaa.n
us ne inaayato.n ke dariyaa bahaa diye hai.n
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Alam Muzaffar Nagari
Ghazal
samajh rahaa thaa farishta vo KHud ko ai 'aalam'
mai.n aa.ina na dikhaataa to aur kyaa kartaa
Aalam Nizami
Ghazal
kuchh aur masaa.il se uljhegaa abhii 'aalam'
har saahib-e-aalam pe chhaa.ii abhii mastii hai
Afroz Alam
Ghazal
KHudaa hii haamii-o-naasir hai us kaa ai 'aalam'
jo khaa ke baarhaa Thokar nahii.n sa.nbhaltaa hai
Aalam Nizami
Ghazal
ham bhii de de.nge jaan ai 'aalam'
kuchh agar un ke naam par aa.ii
Maqsood Alam Khan Alam Barelvi
Ghazal
badlaa na meraa ranj-o-alam haa.e re qismat
dil aur machal jaataa hai dil-giir ke aage