SEARCH RESULTS
Showing search results for "file.n"
Ghazal MATCHES FOR "file.n"
Ghazal
record room me.n kuchh file.n talaashnii hai.n
Gamo.n ke Dher me.n mujh ko malaal Dhuu.nDhnaa hai
Amulya Mishra
Ghazal
band thii.n almaariyo.n me.n chaahato.n kii file.n
kis ne kii 'aKHtar' ye dastaavez daftar se alag
Kalim Akhtar
Ghazal
file.n dard kii bikhrii thii.n bhare chehre me.n
aur aa.nkho.n me.n mirii ashk kaa daftar KHaamosh
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
naa-mukammal file.n dasiyo.n pa.Dii hai.n mez par
aur daftar band hone kaa samay nazdiik hai
Owais Jamal Shamsi
Ghazal
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
bas filo.n kaa bojh uThaayaa kare.n janaab
misra ye 'jaun' kaa hai ise mat uThaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
baarish hu.ii to phuulo.n ke tan chaak ho ga.e
mausam ke haath bhiig ke saffaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
tere KHiraam-e-naaz se aaj vahaa.n chaman khile
fasle.n bahaar kii jahaa.n KHaak u.Daa ke rah ga.ii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
fasle.n pak jaa.e.n to khet se bichh.De.ngii
rotii aa.nkh ko pyaar kahaa.n samjhaane de
Waseem Barelvi
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
rakhtaa phiruu.n huu.n KHirqa o sajjaada rahn-e-mai
muddat hu.ii hai daavat aab-o-havaa kiye