SEARCH RESULTS
Showing search results for "ga.Degii"
Ghazal MATCHES FOR "ga.Degii"
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
hai rah-o-rasm-e-zamaana parda-e-be-gaangii
darmiyaa.n rahtaa huu.n mai.n sab ke magar sab se alag
Sarmad Sahbai
Ghazal
phir na tuufaan uThe.nge na giregii bijlii
ye havaadis hai.n Gariibo.n hii ke miT jaane tak
Qamar Jalalvi
Ghazal
Umar Ansari
Ghazal
ab zamiin gaa.egii hal ke saaz par naGme
vaadiyo.n me.n naache.nge har taraf taraane se
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ab giregii bhii to kaise ki bahut sabr ke saath
ham ne diivaar ko haatho.n se banaayaa hu.aa hai
Kishwar Naheed
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
ghaTegaa tere kuuche me.n vaqaar aahista aahista
ba.Dhegaa 'aashiqii kaa e'tibaar aahista aahista
Hasrat Mohani
Ghazal
uu.nchii u.Daan ke liye par taulte the ham
uu.nchaa.iyo.n pe saa.ns ghuTegii pataa na thaa
Aashufta Changezi
Ghazal
pichhle janm kii gaa.Dhii kamaa.ii hai zindagii
saudaa jo karnaa karnaa bahut dekh-bhaal ke
Krishn Bihari Noor
Ghazal
be-gaangii-e-tarz-e-sitam bhii bahaana-saaz
be-chaargii-e-karb-o-alam bhii bahaana-saaz
Ada Jafarey
Ghazal
Bashar Nawaz
Ghazal
aane vaale mausamo.n kii sar-phirii paagal hu.aa
ek din terii judaa.ii ke taraane gaa.egii
Shakeel Sarosh
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
is tarah degaa sazaa apnaa.iyat ke jurm kii
mai.n use apnaa kahuu.n vo Gair ke gun gaa.egaa
Khwaja Sajid
Ghazal
chamak rahii hai ye bijlii giregii tauba par
jhalak rahii hai mai-e-laala-faam miine me.n