SEARCH RESULTS
Showing search results for "gahne"
Ghazal MATCHES FOR "gahne"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
suurat nahii.n miltii tirii suurat se kisii kii
gahne se kisii ke tiraa zevar nahii.n miltaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
ye motiyaa ye chamelii ye mograa ye gulaab
ye saare gahne ye zevar usii se milte hai.n
Akbar Masoom
Ghazal
jaan-e-'KHurshiid' mujhe saa.e se mahruum na rakh
mai.n gahan me.n agar aataa huu.n to gahne de mujhe
Khursheed Rizvi
Ghazal
Kahkashan Tabassum
Ghazal
saath za.iif baap ke lag ga.ii.n kaam-kaaj par
gahne chhupaa ke la.Dkiyaa.n daadii ke paan-daan me.n
Azhar Faragh
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Seema Fareedi
Ghazal
pahne hu.e rahtii huu.n tirii yaado.n ke gahne
in gahno.n me.n kuchh gauhar-e-naayaab mile hai.n
Talat Zahra
Ghazal
shab-gaziida shahzaadii saj-sa.nvar ke aa.iye
jugnu.o.n ke gahne hai.n raat ke KHazaane me.n
Shaista Mufti
Ghazal
sab khaa rahe hai.n bech ke gahne zamiir ke
hai.n log kitne aaj ke naadaar dekhnaa
Shaghil Adeeb
Ghazal
lajaa kar raat ne kuchh aur bhii ghuu.nghaT nikaalaa
talab ne jism pahnaa shauq ne gahne utaare
Sarfraz Zahid
Ghazal
ek se ba.Dh kar ek tumhaare gahne ho.nge
yaad merii jab aatii hogii chubhte ho.nge
Nishant Shrivastava Nayab
Ghazal
kyuu.n aks-e-gurezaa.n se chamak bujh ga.ii dil kii
ye raat to mahtaab ke gahne kii nahii.n hai
Kabir Ajmal
Ghazal
Hussain Majid
Ghazal
ham ulaTte hii rahe ruu-e-munavvar se naqaab
shaam se taa-ba-sahar chaa.nd ko gahne na diyaa
Jauhar Deobandi
Ghazal
har nafas un ke tabassum ne masarrat baKHshii
saaya-e-Gam se ruKH-e-ziist ko gahne na diyaa