SEARCH RESULTS
Showing search results for "gandhak"
Ghazal MATCHES FOR "gandhak"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
ye dhu.aa.n hai baaruudii ye mahak hai gandhak kii
shahr kaa nishaa.n ab to be-amaa.n ta.assub hai
Sadiya Roshan Siddiqui
Ghazal
nazar me.n rakhnaa kahii.n ko.ii Gam-shanaas gaahak
mujhe suKHan bechnaa hai KHarcha nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
ai mai-farosh bhii.D hai terii dukaan par
gaahak hai.n ham bhii maal dikhaanaa sahii sahii
Unknown
Ghazal
aag bahtii hai yahaa.n ga.ngaa me.n jhelam me.n bhii
ko.ii batlaa.e kahaa.n jaa ke nahaayaa jaa.e
Gopaldas Neeraj
Ghazal
jaan sii shai bik jaatii hai ek nazar ke badle me.n
aage marzii gaahak kii in daamo.n to sastii hai
Fani Badayuni
Ghazal
maqduur ho to KHaak se puuchhuu.n ki ai la.iim
tuu ne vo ganj-haa-e-garaa.n-maaya kyaa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
har ko.ii naavak o tarkash kii dukaa.n puuchhtaa hai
kisii gaahak ko magar apnaa badan yaad nahii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mujhe to ab use da.nggal me.n ganda karnaa hai
sau mai.n use bure haalo.n pachhaa.D Daaluu.ngaa
Jaun Eliya
Ghazal
ab ko.ii gulshan na uj.De ab vatan aazaad hai
ruuh ga.ngaa kii himaala kaa badan aazaad hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ye gadhaa jo apnii Gaflat se hai bevaquuf itnaa
jo ye KHud ko jaan jaataa ba.Daa hoshiyaar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
Gam se kahii.n najaat mile chain paa.e.n ham
dil KHuun me.n nahaa.e to ga.ngaa nahaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
Tahir Faraz
Ghazal
mai.n ki dukh ke sahraa.o.n me.n pyaasaa huu.n
vo ki sukh kaa gangaa-jal hai kyaa likkhuu.n