SEARCH RESULTS
Showing search results for "ganiimat"
Ghazal MATCHES FOR "ganiimat"
Ghazal
marne vaalo aa.o ab gardan kaTaa.o shauq se
ye Ganiimat vaqt hai KHanjar kaf-e-qaatil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
ye ek shab kii mulaaqaat bhii Ganiimat hai
kise hai kal kii KHabar tho.Dii duur saath chalo
Ahmad Faraz
Ghazal
le jaa.e.n mujh ko maal-e-Ganiimat ke saath aduu
tum ne to Daal dii hai sipar tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Ghazal
tere baGair bhii to Ganiimat hai zindagii
KHud ko ga.nvaa ke kaun tirii justujuu kare
Ahmad Faraz
Ghazal
is zamaane me.n to itnaa bhii Ganiimat hai miyaa.n
ko.ii baahar se bhii darvesh agar lagtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
lashkar kii aa.nkh maal-e-Ganiimat pe hai lagii
saalaar-e-fauj aur kisii imtihaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
ishrat-e-sohbat-e-KHuubaa.n hii Ganiimat samjho
na hu.ii 'Gaalib' agar umr-e-taabii.ii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
jiinaa miraa to tujh ko Ganiimat hai naa-samajh
khii.ngaa kaun phir ye tire naaz mere ba.ad
Meer Taqi Meer
Ghazal
mire kaduu ko Ganiimat samajh ki baada-e-naab
na madrase me.n hai baaqii na KHaanqaah me.n hai