SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghuumii"
Ghazal MATCHES FOR "ghuumii"
Ghazal
ye kyaa azaab hai sab apne aap me.n gum hai.n
zabaa.n milii hai magar ham-zabaa.n nahii.n miltaa
Nida Fazli
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
kyaa jaaniye kyuu.n tez havaa soch me.n gum hai
KHvaabiida parindo.n ko daraKHto.n se u.Daa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
chup chup makaan raaste gum-sum niDhaal vaqt
is shahr ke liye ko.ii diivaanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
fikr-e-iijaad me.n gum huu.n mujhe Gaafil na samajh
apne andaaz par iijaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n shahr kii raunaq me.n gum ho ke bahut KHush thaa
ik shaam bachaa letaa ik roz to ghar jaataa
Azm Bahzad
Ghazal
meraa dil-e-gum-gashta jo Dhuu.nDaa nahii.n miltaa
vo apnaa dahan apnii kamar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
ravish buzurgo.n kii shaamil hai merii ghuTTii me.n
zaruuratan bhii sakhii kii taraf nahii.n dekhaa
Munawwar Rana
Ghazal
KHayaalo.n kii ghanii KHaamoshiyo.n me.n
ghulii jaatii hai.n lafzo.n kii sadaa.e.n