SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghuumnaa"
Ghazal MATCHES FOR "ghuumnaa"
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
raat ko baahar akele ghuumnaa achchhaa nahii.n
chho.D aa.o us ko ghar tak raastaa achchhaa nahii.n
Iftikhar Naseem
Ghazal
kahaa.n sukuu.n ki shab-o-roz ghuumnaa us kaa
zaraa zamiin ke mehvar se haT ke sotaa huu.n
Ameer Imam
Ghazal
ghuumnaa phirnaa agar hotaa to duniyaa hai pa.Dii
ik jagah rahne ko tere dil ke andar chaahiye
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
Afzal Peshawari
Ghazal
Naushaba Nargis
Ghazal
ghuumnaa pahro.n ghane mahke hu.e ban me.n 'kamaal'
vaapsii me.n dekhnaa apne hii qadmo.n ke nishaa.n
Hasan Akbar Kamal
Ghazal
Jawayd Anwar
Ghazal
ab kahaa.n vo dosto.n ke saath har-suu ghuumnaa
ab agar jaa.e.n bhii gaa.o.n to kisii tehvaar par
Imran Nazeer Maani
Ghazal
Parvez Bazmi
Ghazal
ho gayaa mushkil sa.Dak pe ghuumnaa is daur me.n
raat-bhar sunsaan path par naachtii hai.n putliyaa.n
Manik Vishwakarma Navrang
Ghazal
ho kar na be-jhijak raaho.n me.n ghuumnaa
phirte hai.n din me.n bhii aaseb kuu-ba-kuu
Irfan Najmi
Ghazal
beTe-bahuu kaa ghuumnaa kis mu.nh se Tokiye
ab to chachii bhii ghuum rahii hai.n chachaa ke saath