SEARCH RESULTS
Showing search results for "giraft"
Ghazal MATCHES FOR "giraft"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tujh ko kahaa.n chhupaa.e.n ki dil par giraft ho
aa.nkho.n ko kyaa kare.n ki vahii KHvaab dekhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
hastii ke daam-e-saKHt se uktaa gayaa hai kaun
kah do ki phir giraft me.n aa.e hu.e hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
vaaqif nahii.n giraft-e-tasavvur se vo 'shamiim'
jo ye samajh rahe hai.n ki daaman chhu.Daa liyaa
Shamim Karhani
Ghazal
savaal kaa javaab thaa javaab ke savaal me.n
giraft-e-shor se chhuTe to KHaamushii ke jaal me.n
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
hai vo to hadd-e-giraft-e-KHayaal se bhii pare
ye soch kar hii KHayaal us kaa apne dhyaan me.n laa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
ye kis KHataa kii sazaa me.n hai.n dohrii zanjiire.n
giraft maut kii hai zindagii kii qaid me.n huu.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
merii giraft me.n aataa nahii.n badan us kaa
ye kis KHayaal ke piichhe lagaa diyaa hai mujhe
Aarib Hasimi
Ghazal
mirii giraft me.n jugnuu bhii aa nahii.n paate
mai.n us ke vaaste taare kahaa.n se laa.uu.ngaa
Irfan Jafari
Ghazal
magar giraft me.n aataa nahii.n badan us kaa
KHayaal Dhuu.nDhtaa rahtaa hai isti.aara ko.ii
Irfan Siddiqi
Ghazal
giraft panja-e-fanaa me.n KHasta-haal-o-KHuu.n-chakaa.n
hayaat-e-musta.aar hai zamii.n se aasmaan tak
Raghib Muradabadi
Ghazal
larza giraft-e-lams kii lazzat se baar baar
baa.nho.n me.n shaaKH-e-gul kii lachak chho.D kar gayaa
Anjum Irfani
Ghazal
giraft Dhiilii karo vaqt ko guzarne do
ki Dor phir na kahii.n saa.ato.n kii kaT jaa.e
Shahryar
Ghazal
nahii.n giraft me.n taa-hadd-e-KHaak kaa manzar
simaT ga.ii.n mirii baa.nhe.n ki dahr phail gayaa
Abbas Tabish
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
jhukii chaTaan phisaltii giraft jhuultaa jism
mai.n ab giraa hii giraa ta.ng-o-taar ghaaTii me.n