SEARCH RESULTS
Showing search results for "girah"
Ghazal MATCHES FOR "girah"
Ghazal
huzuur-e-yaar hu.ii daftar-e-junuu.n kii talab
girah me.n le ke garebaa.n kaa taar taar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
haif us chaar girah kap.De kii qismat 'Gaalib'
jis kii qismat me.n ho aashiq kaa garebaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tere maathe kii shikan pahle bhii dekhii thii magar
ye girah ab ke mire dil me.n pa.Dii ho jaise
Ahmad Faraz
Ghazal
raat kaa vaa'da hai bande se agar banda-navaaz
band me.n de lo girah taa ki zaraa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
yahii vo din the jab ik duusre ko paayaa thaa
hamaarii saal-girah Thiik ab ke maah me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
sab hamaare liye zanjiir liye phirte hai.n
ham sar-e-zulf-e-girah-giir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
vaashud hu.ii na dil ko faqiiro.n ke bhii mile
khultii nahii.n girah ye kasuu kii du.aa se aaj
Meer Taqi Meer
Ghazal
ajab hu.aa ki girah pa.D ga.ii mohabbat me.n
jo ho sake to judaa.ii me.n raas aayaa kar
Saqi Faruqi
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
daa.ere a.ndhero.n ke raushnii ke poro.n ne
coat ke button khole tie kii girah kholii
Bashir Badr
Ghazal
mujh ko hai mauj mauj girah baa.ndhne kaa shauq
phir shahr kii taraf na ravaanii nikal pa.De
Iqbal Sajid
Ghazal
sau baar girah de ke kisii aas ne jo.Daa
sau baar mai.n dhaage kii tarah TuuT chukaa huu.n
Baqi Siddiqui
Ghazal
vaqt aayaa to mai.n maqtal-e-jaa.n me.n thaa akelaa
yaaro.n kii girah me.n faqat aqvaal ba.ndhe the
Ahmad Faraz
Ghazal
ab kyaa khulegii munjamid alfaaz kii girah
vo himmat-e-kashuud-e-ma.aanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
un kii to ban pa.Dii ki lagii jaan muft haath
terii girah me.n kyaa dil-e-naashaad rah gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
takliif to hu.ii magar ai naaKHun-e-malaal
khulne lagii girah bhii ko.ii apnii zaat kii
Parveen Shakir
Ghazal
tamaam siina-figaaro.n ko yaad mere suKHan
har ek Gairat-e-mariyam ke lab pe merii Gazal
Ahmad Faraz
Ghazal
khule jo ham to kisii shoKH kii nazar me.n khule
hu.e girah to kisii zulf kii shikan me.n rahe