SEARCH RESULTS
Showing search results for "goraa"
Ghazal MATCHES FOR "goraa"
Ghazal
goraa vo galaa naazuk aur peT milaa.ii saa
siine kii safaa.ii bhii aisii goyaa maKHmal hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Sandeep Thakur
Ghazal
goraa mukh.Daa kaalii zulfe.n
sub.h ke dar par shaam kii chilman
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
badan parii kaa tire tan se go ki goraa hai
vale vo chaahe ki aisaa ho gudgudaa ma.aluum
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Gash khaa ke giraa pahle hii sho'le kii jhalak se
muusaa ko bhalaa kahiye to kyaa tuur kii suujhii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
kaun aaya dhuup saa ujlaa mire ghar me.n jise
dekh kar diivaar kaa bhii rang goraa ho gayaa
Sandeep Thakur
Ghazal
Anas Nabeel
Ghazal
aashiq ke janaaze par duniyaa hii chalii aa.ii
kaalaa nazar aataa hai goraa nazar aataa hai
Bulbul Kashmiri
Ghazal
Taban Abdul Hai
Ghazal
mirzaa munshii apnii goraa na kare.nge
sun.ne ko qisas-e-chiin-e-jabii.n ke na rahe.nge
Hatim Ali Mehr
Ghazal
goraa ruKH bose se niilaa hu.aa aur Gaiz se surKH
nastaran ban gayaa laala gul-e-sausan ho kar
Qamrun Jan Mushtari
Ghazal
goraa-chaTTaa ruup vo kaalaa jaaduu thaa
mujh par phuu.nk ke bhaag gayaa mantar chup-chaap