SEARCH RESULTS
Showing search results for "gosh-guzaar"
Ghazal MATCHES FOR "gosh-guzaar"
Ghazal
ba-chaman ab vo kiyaa chaahe hai mai-nosh guzaar
jald ai paik-e-sabaa gul ke ye kar gosh-guzaar
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
vo tere iltifaat kaa mausam guzar gayaa
achchhaa hu.aa ye bojh bhii sar se utar gayaa
Ghani Ahmad Ghani
Ghazal
uTh chukii.n gul-suKHanii kii rasme.n
gosh-e-jaa.n harf-e-bahaaraa.n se guzar
Shahida Tabassum
Ghazal
yaaraan-e-tez-gaam se ranjish kahaa.n hai ab
manzil pe jaa pahu.nchne kii KHvaahish kahaa.n hai ab
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
kyuu.n kahuu.n ko.ii qad-aavar nahii.n aayaa ab tak
haa.n mire qad ke baraabar nahii.n aayaa ab tak
Ajiz Matvi
Ghazal
ye aur baat mukarrar sunaa gayaa ham se
KHud apnaa haal sunaa kar sunaa gayaa ham se
Aftab Hussain
Ghazal
shaq aafiyat-kanaar kinaare ko kar ga.ii
dariyaa kii mauj sar ko paTak kar guzar ga.ii
Shafqat Tanveer Mirza
Ghazal
tamaam 'umr chaluu.n aur rah-guzar me.n rahuu.n
safar taviil hai kab tak mai.n is safar me.n rahuu.n
Manzar Eijaz
Ghazal
naale kaa aaj dil se phir lab talak guzar hai
Tak gosh rakhiyo iidhar saath us ke kuchh KHabar hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
suntaa jo hai ko.ii mire Guncha-dahan kii baat
bhaatii nahii.n hai us ko kisii gul-badan kii baat
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
achchhaa jo buraa aap ne chaahaa na kisii kaa
diivaana kyuu.n na ho dil-e-farzaana kisii kaa
Fazal Husain Sabir
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mumkin nahii.n ki ishq me.n Gam se mafar mile
mar jaa.uu.n mai.n qaraar kii suurat agar mile
Sabir Dehlavi
Ghazal
jur.at hai to tuufaa.n se guzar kyo.n nahii.n jaate
zinda nahii.n ehsaas to mar kyo.n nahii.n jaate