SEARCH RESULTS
Showing search results for "grammar"
Ghazal MATCHES FOR "grammar"
Ghazal
Muhib Wafa
Ghazal
vo baat saare fasaane me.n jis kaa zikr na thaa
vo baat un ko bahut naa-gavaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
raushnii baa.nTtaa huu.n sarhado.n ke paar bhii mai.n
ham-vatan is liye Gaddaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
Gam-e-ishq me.n mazaa thaa jo use samajh ke khaate
ye vo zahr hai ki aaKHir mai-e-KHush-gavaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
yaaraa.n KHushaa ye roz o shab-e-dil ki ab hame.n
sab kuchh hai KHush-gavaar gavaaraa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
abhii na chhe.D mohabbat ke giit ai mutrib
abhii hayaat kaa maahaul KHush-gavaar nahii.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
gar mohabbat hai to vo mujh se phiregaa na kabhii
Gam nahii.n hai mujhe Gammaaz ko bha.Dkaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
ishq rusvaa ho chalaa be-kaif saa bezaar saa
aaj us kii nargas-e-Gammaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n ki vo bhii dukhii na ho jaa.e
ye daastaan ko.ii aisii KHush-gavaar nahii.n
Jawad Sheikh
Ghazal
roz jab raat ko baarah kaa gajar hotaa hai
yaatnaa.o.n ke a.ndhere me.n safar hotaa hai
Dushyant Kumar
Ghazal
dekh lo ashk-e-tavaatur ko na puuchho miraa haal
chup raho chup raho is bazm me.n Gammaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
palaT to aa.egaa shaayad kabhii yahii mausam
tire baGair magar KHush-gavaar kam hogaa
Aanis Moin
Ghazal
Gairo.n pe khul na jaa.e kahii.n raaz dekhnaa
merii taraf bhii Gamza-e-Gammaaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
us ke badan kaa mo.D ba.Daa KHush-gavaar hai
ham bhii safar me.n umr se Thahre nahii.n hu.e
Vipul Kumar
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hai intizaar muqaddar to intizaar karo
par apne dil kii fazaa ko bhii KHush-gavaar karo