SEARCH RESULTS
Showing search results for "gunahgaar"
Ghazal MATCHES FOR "gunahgaar"
Ghazal
go daava-e-taqvaa nahii.n dargaah-e-KHudaa me.n
but jis se ho.n KHush aisaa gunahgaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
nek logo.n me.n mujhe nek ginaa jaataa hai
aur gunahgaar gunahgaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
had chaahiye sazaa me.n uquubat ke vaaste
aaKHir gunaahgaar huu.n kaafar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
'majruuh' likh rahe hai.n vo ahl-e-vafaa kaa naam
ham bhii kha.De hu.e hai.n gunahgaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kyuu.n baKHsh diyaa mujh se gunahgaar ko maulaa
munsif to kisii se bhii ri.aayat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
aa.nkho.n kii raushnii se hai har sang aa.iina
har aa.ine me.n KHud ko gunahgaar dekhnaa
Nida Fazli
Ghazal
ThanDe kiye Gairo.n ke dil aur ham ko jalaayaa
ik the to mohabbat ke gunahgaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
'qatiil' jin pe sadaa pattharo.n ko pyaar aayaa
kidhar ga.e vo gunahgaar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
yahaa.n tak aa to ga.e aap kii mohabbat me.n
ab aur kitnaa gunahgaar karnaa chaahte hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
mai.n gunahgaar-e-junuu.n mai.n ne ye maanaa lekin
kuchh udhar se bhii taqaazaa-e-nazar hotaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ham aa ke terii bazm me.n be-shak hu.e zaliil
jitne gunaahgaar the utne nahii.n hu.e
Vipul Kumar
Ghazal
karam kii aas me.n ab kis ke dar pe jaa.e 'shakiil'
jab aap hii ne gunahgaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
mujh saa gunaahgaar sar-e-daar kah gayaa
vaa.iz ne jo suKHan sar-e-mimbar nahii.n kahaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kaun saa jurm KHudaa jaane hu.aa hai saabit
mashvare kartaa hai munsif jo gunahgaar ke saath