SEARCH RESULTS
Showing search results for "gunahgaar"
Nazm MATCHES FOR "gunahgaar"
Nazm
26 january
mujrim huu.n mai.n agar to gunahgaar tum bhii ho
ai rahbaraan-e-qaum KHataa-kaar tum bhii ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
hum gunahgar aurten
ye ham gunahgaar aurte.n hai.n
jo ahl-e-jubba kii tamkanat se na ro.ab khaa.e.n
Kishwar Naheed
Nazm
ramayan ka ek scene
maayuus ho ke hote hai.n insaa.n gunaahgaar
ye jaante nahii.n vo hai daanaa-e-rozgaar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
madam
vaj.h-e-be-ra.ngii-e-gulzaar kahuu.n yaa na kahuu.n
kaun hai kitnaa gunahgaar kahuu.n yaa na kahuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
taaruf
aib jo haafiz o KHayyaam mai.n thaa
haa.n kuchh is kaa bhii gunahgaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
taKHliq
raqs-e-miinaa se uThe naGma-e-raqs-e-bismil
saaz KHud apne muGannii ko gunahgaar kare.n
Ahmad Faraz
Nazm
masjid
maazii o haal gunahgaar namaazii kii tarah
apne aamaal pe ro lete hai.n chupke chupke
Akhtarul Iman
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
kyuu.n gunahgaar banuu.n visa-faraamosh rahuu.n
kab talak KHauf-zada suurat-e-KHargosh rahuu.n
Khalid Irfan
Nazm
baad-az-waqt
jalva-e-husn ko mastuur hii rahne dete
hasrat-e-dil ko gunahgaar na kar denaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ba-shart-e-ustuwari
jis tasavvur se charaaGaa.n hai sar-e-jaada-e-ziist
us tasavvur kii haziimat kaa gunahgaar banuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
majburi
mai.n vo tiisraa huu.n
jo KHud ko gunahgaar mahsuus karne ko majbuur hotaa hai
Shariq Kaifi
Nazm
pahla patthar
hadiis hai ki usuulan gunaahgaar na ho.n
gunaahgaar pe patthar sambhaalne vaale
Mustafa Zaidi
Nazm
shikast
allah jii maa'zarat mai.n gunaahgaar ho gayaa
mai.n chauthe 'ishq ke liye tayyaar ho gayaa
Areeb Usmani
Nazm
sawal
kartii hai.n aap ham ko nasiihat ye baar baar
hotaa hai jhuuT bolne vaalaa gunaahgaar