SEARCH RESULTS
Showing search results for "guzaara"
Ghazal MATCHES FOR "guzaara"
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
tujh se jab mil kar bhii udaasii kam nahii.n hotii
tere baGair guzaaraa kaise ho saktaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
guzrii na ba-har-haal ye muddat KHush o naa-KHush
karnaa thaa javaa.n-marg guzaaraa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
ham ne kab chaahaa ki vo shaKHs hamaaraa ho jaa.e
itnaa dikh jaa.e ki aa.nkho.n kaa guzaara ho jaa.e
Yasir Khan Inam
Ghazal
hijr karte yaa ko.ii vasl guzaaraa karte
ham bahar-haal basar KHvaab tumhaaraa karte
Obaidullah Aleem
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
raushan hai mirii 'umr ke taariik chaman me.n
is kunj-e-mulaaqaat me.n jo vaqt guzaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
zindagii kitnii masarrat se guzartii yaa rab
aish kii tarah agar Gam bhii gavaaraa hotaa
Akhtar Shirani
Ghazal
jis ke hone se mirii saa.ns chalaa kartii thii
kis tarah us ke baGair apnaa guzaara hogaa
Wasi Shah
Ghazal
tumhii.n kaho ki guzaaraa sanam-parasto.n kaa
buto.n kii ho agar aisii hii KHuu to kyuu.nkar ho
Mirza Ghalib
Ghazal
log ro ro ke bhii is duniyaa me.n jii lete hai.n
ek ham hai.n ki ha.nse bhii to guzaaraa na hu.aa
Rajendera Krishan
Ghazal
zindagii ek KHalish de ke na rah jaa mujh ko
dard vo de jo kisii tarah gavaaraa hii na ho