SEARCH RESULTS
Showing search results for "haartii"
Ghazal MATCHES FOR "haartii"
Ghazal
jahaa.n nigaar-e-sahar pairahan utaartii hai
vahii.n pe raat sitaaro.n kaa khel haartii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
Fay Seen Ejaz
Ghazal
ufuq pe phir ubhar aa.e hai.n tiirgii ke nasheb
umiid jiitii hu.ii dil kii baazii haartii hai
P P Srivastava Rind
Ghazal
mohabbat haartii kab hai mohabbat gar mohabbat ho
mohabbat ke liye KHalq-e-KHudaa rasta banaatii hai
Sagheer Ahmad Sagheer
Ghazal
yak nazar besh nahii.n fursat-e-hastii Gaafil
garmii-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
juz naam nahii.n suurat-e-aalam mujhe manzuur
juz vahm nahii.n hastii-e-ashiyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
tho.Dii sii ijaazat bhii ai bazm-gah-e-hastii
aa nikle hai.n dam-bhar ko ronaa hai rulaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai jaan-e-'faraaz' itnii bhii taufiiq kise thii
ham ko Gam-e-hastii bhii gavaaraa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
is KHaana-e-hastii se guzar jaa.uu.ngaa be-laus
saaya huu.n faqat naqsh-ba-diivaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
vahii ik KHamosh naGma hai 'shakiil' jaan-e-hastii
jo zabaan par na aa.e jo kalaam tak na pahu.nche