SEARCH RESULTS
Showing search results for "haartii"
Nazm MATCHES FOR "haartii"
Nazm
tumhaari aankhen shararti hain
ye jiitnaa chaahtii hai jis ko
usii se dar-asal haartii hai.n
Muzaffar Warsi
Nazm
be-aman
zindagii kuchh nahii.n maa-sivaa haa-o-huu
dam-ba-dam dam-ba-dam haartii justujuu
Mubeen Mirza
Nazm
wo aurat
apnii pahchaan pe paikar pe ye dil vaaregii
haartii aa.ii hai ab aur nahii.n haaregii
Siya sachdev
Nazm
jawab-e-shikwa
adl hai faatir-e-hastii kaa azal se dastuur
muslim aa.ii.n hu.aa kaafir to mile huur o qusuur
Allama Iqbal
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
yahaa.n ik khilaunaa hai insaa.n kii hastii
ye bastii hai murda-parasto.n kii bastii
Sahir Ludhianvi
Nazm
tarana-e-hindi
kuchh baat hai ki hastii miTtii nahii.n hamaarii
sadiyo.n rahaa hai dushman daur-e-zamaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
aur ab ye saarii mataa-e-hastii
ye phuul ye zaKHm sab tire hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
saqi-nama
harii shaaKH-e-millat tire nam se hai
nafas is badan me.n tire dam se hai
Allama Iqbal
Nazm
dua
aa.iye arz guzaare.n ki nigaar-e-hastii
zahr-e-imroz me.n shiiriini-e-fardaa bhar de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
qulzum-e-hastii se to ubhraa hai maanind-e-habaab
is ziyaa.n-KHaane me.n teraa imtihaa.n hai zindagii
Allama Iqbal
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
is kaar-gah-e-hastii me.n jahaa.n
ye saaGar shiishe Dhalte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mohabbat ki ek nazm
to us kii diivaar-e-jaa.n na TuuTe
vo apnii hastii na bhuul jaa.e