SEARCH RESULTS
Showing search results for "had-e-jugraafiya"
Ghazal MATCHES FOR "had-e-jugraafiya"
Ghazal
had-e-juGraafiya se sher kii duniyaa hai judaa
duur kiilaas se do gaz bhii yahaa.n tuur nahii.n
Dattatriya Kaifi
Ghazal
ham yuu.n hii kisii se KHalish-e-jaa.n nahii.n kahte
ruudaad-e-alam taa-had-e-imkaa.n nahii.n kahte
M. A. Qadeer
Ghazal
aag de de kar ba-hadd-e-aashiyaa.n ye intiqaam
tinkaa tinkaa kyo.n kisii ko is qadar mahbuub thaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
shaayad ko.ii had sail-e-tamannaa kii ho lekin
dhaaraa to ye kahtaa hai kinaaraa na rahegaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
zaKHm dete jaa.e.n lekin fikr-e-marham bhii kare.n
dard jab had se sivaa ho jaa.e to kam bhii kare.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
bha.Dkii hai aag 'arsh' KHayaabaan-e-bazm me.n
hadd-e-jalaal-e-sho.ala-e-guftaar baa.ndhiye
Arsh Siddiqui
Ghazal
ko.ii to chaahiye hadd-e-KHsuh-famii-e-fareb
duniyaa tuu merii aa.nkh me.n jho.nkegii kitnii KHaak
Shafaq Sopori
Ghazal
muu.nd in aa.nkho.n ko saahab nazraa.n me.n aa jaa
hadd-e-nazaargii-e-kaun-o-makaa.n me.n aa jaa
Aziz Qaisi
Ghazal
har shaiKH-o-barahman ko rah-e-ishq dikhaa kar
vahshii ne had-e-ka.aba-o-but-KHaana miTaa dii
Vahshi Kanpuri
Ghazal
aap jaa sakte nahii.n chaa.nd-sitaaro.n se pare
ham varaa-e-had-e-idraak-e-nazar jaate hai.n
Riyasat Ali Taj
Ghazal
tanhaa.ii kii ye kaun sii manzil hai rafiiqo
taa-hadd-e-nazar ek bayaabaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
sahaaraa luu.n agar diivaangii kaa
guzar jaa.uu.n had-e-kaun-o-makaa.n se
Sajid Siddiqi lakhnavi
Ghazal
had-e-zamaan-o-makaa.n se guzar rahaa huu.n mai.n
KHud apne hone na hone kii hairate.n le kar