SEARCH RESULTS
Showing search results for "hafte"
Ghazal MATCHES FOR "hafte"
Ghazal
agarche kuchh nahii.n auqaat ek hafte kii
jo sochiye to hai.n ye das hazaar ek minute
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
saare aKHbaaro.n me.n dekhuu.n haal apne burj kaa
ab mulaaqaat us se hogii kaun se hafte ke biich
Anwar Masood
Ghazal
mushkil se aataa hai aur u.D jaataa hai
is hafte itvaar chhupaa kar rakhnaa tum
Bhaskar Shukla
Ghazal
nazar un se ye sunday ko baaGiiche me.n milii aisii
ki ab hafte ke har din ko mujhe itvaar karnaa hai
Anand Verma
Ghazal
ye sach hai vo har hafte hii aataa hai
sab kii qismat me.n itvaar nahii.n hotaa
Pratap Somvanshi
Ghazal
daftar me.n bekaar kii baate.n karte rahiye
hafte-bhar itvaar kii baate.n karte rahiye
Shariq Kaifi
Ghazal
jo aisaa hii hai to ab ham na roz aave.nge
kabhuu jo aa.e to hafte me.n yaa mahiine me.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
baras mahiino.n me.n hafte dino.n me.n Dhalne lage
jo 'raam' daur thaa vo vaqt ab qariib aayaa
Ram Riyaz
Ghazal
hamaaraa ishq kisii kii samajh me.n aa na sakaa
ki hafte bhar se ziyaada ko.ii nibhaa na sakaa
Rehan Mirza
Ghazal
zindagii piir se hafte ko agar khii.nch bhii ga.ii
maut aaraam se itvaar ko khaa jaa.egii
Ahmad Sageer
Ghazal
saat dozaKH kiye KHalq us ne kariimii us kii
ek hafte kii hamaare liye ta.aziire.n hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Professor Mahmood Alam
Ghazal
jo aisaa hii hai to ab ham na roz aave.nge
kabhuu jo aa.e to hafte me.n yaa mahiine me.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Master Basit Biswani
Ghazal
mujhe is se nimaTne kaa ko.ii taa'viiz de de
zaraa saa zaKHm bharne me.n ka.ii hafte lage.nge
Sadia Swera
Ghazal
sirf zinda hii nahii.n hosh sambhaale hu.e hai.n
aap ko dasht me.n ya.anii abhii hafte hu.e hai.n
Ahmad Azeem
Ghazal
dino.n kii hafte me.n ta.adaad saat Thahrii hai
isii madaar me.n kul kaa.enaat Thahrii hai