SEARCH RESULTS
Showing search results for "hajar"
Ghazal MATCHES FOR "hajar"
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
jis se shajar-hajar me.n ik ruuh dau.D jaa.e
vo saaz-e-sarmadii mai.n Gazlo.n me.n chhe.Dtaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
labrez mai-e-saaf se ho.n jaam-e-bilorii.n
zamzam se hai matlab na safaa se na hajar se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ta.alluqaat ke ai dil hazaar pahluu hai.n
na jaane mujh se vo kis nuqta-e-nazar se milaa
Hafeez Merathi
Ghazal
hai terii yaad dil me.n mare naqsh-kal-hajar
dil se tiraa KHayaal miTaayaa na jaa.egaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
mai.n gungunaate hu.e jaa rahaa thaa naam tiraa
shajar hajar bhii mire saath gungunaane lage
Akhtar Razaa Saleemi
Ghazal
kuchh ehtiraam-o-husn-e-aqiidat ke josh me.n
har naqsh aab-e-naqsh-e-hajar kah diyaa gayaa
Anjum Irfani
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Shaz Malik
Ghazal
chob-e-sahraa bhii vahaa.n rashk-e-samar kahlaa.e
ham KHizaa.n-baKHt shajar ho ke hajar kahlaa.e
Atta Shad
Ghazal
jo dekhne kii aa.nkh hai tujh ko nahii.n milii
vo nuur qad me.n varna shajar me.n hajar me.n hai
Dattatriya Kaifi
Ghazal
talab kii raaho.n me.n saare aalam na.e na.e se
shajar hajar log shahr mausam na.e na.e se
Asad Badayuni
Ghazal
Tapaktaa hai paanii shajar se hajar se
ye patthar bhii dekho rulaane lagii hai
Saima Jabeen Mahak
Ghazal
shajar hajar zamiin aasmaan sab ko zo.af hai
magar ye ik javaan kii rahii javaan aarzuu